Quantcast
Channel: DESIBEES - All Forums
Viewing all articles
Browse latest Browse all 11760

Behan ki ARZOO By Heropanti

$
0
0
Main ny ye Story aik forum pay parhi thi....or aaj aap logon ki khidmat main Paish kar raha hun.....


YEH kahani hai, lahore kay purane aur mashhore shehar 

Anarkali ki choti se galiyoun mein ek chote say ghar mein 

rehti hoi ek aysi lardki ki, jisne zindagi mein sirf ek he 

Arzoo ki.

ap be soch rahay hongay is mein kon see khas baat hai, 

khowb tu her koi dekhta hai, bachpan mein, kay wo barda 

ho kar, dunya badal dey ga, koi chahta hai osay duniya ki 

sari dulat mil jaey, koi sochta hai, wo barda ho kar kuch 

ban kay dikhaey ga, doctor,lawer, engineer. koi be khas 

shaksiyat. zaydatar lardkiyan yeh khowb dekhti hain, jab 

wo bardi hongi, unko sacha pyar milay ga, koi bahot 

zayda chahne wala, kahin say koi shehzada aey ga aur 

unko sari dunya say chora kay ley jaey ga.


Par meri bardi behan ka aysa koi be khowb nahi tha, wo 

sab say juda thei, her cheez mein her kaam mein.

meri behan ka bas ek he khowb ek he armaan ek he 

chahat thei. kay wo jab bardi hogi, bahot he khubsurat 

hogi. sab say haseen. barbie doll ki tarha fit smart. gori 

chiti, silky ball. chamakti hoi skin.


G haan, meri bardi behan, Arzoo. nay bachpan say jawani 

tak bas ek he khwob dekha kay jab wo jawan ho, bahot 

he khubsoorat ho. par koi be khowb asani say haqeqat 

nahi ban jata, bahot mehnat karni pardti hai, bahot 

qurbaniyan deyni pardti hain, yahan be kuch aysa he 

scene tha.

Arzoo baji jin ki umar hai 22 sall puri jawan, khaney mein 

jo be khatein bahot he naam tul kar khatein, kahin moti na 

ho jaein, make up bahot soch samjh kar kartein kahin kisi 

cheez say skin damage na ho jaey, par baji, sking fairing, 

acne face washes, masks apne upar kuch zayda he 

tajurbay karti rehti thein, baji naturaly beautiful lagna 

chahti thein. her hal mein khubsurat lagna chahti thei. 

zayda kaam be na kartein , garam pani aur kitchen say 

tou door he rehtin, baji ko darr tha kahin garmi say . heat 

say skin dull ho jati hai, kahin wo jal he na jaein. din kay 

waqt dhoop mein bahar nahi jatein, kahin rang na kala ho 

jaey. isliye baji, aksar garmiyoun mein college mein 

chotiyan he kartein rehtin , ghar pay he study kartein, apni 

friends se notes ley kar. tayari kar letein, jis wajha say ami 

ko be koi shikayat na hoti, baji bahot he zaheen thein, 

isliye her bar finals mein achay numbers say pass ho 

jatein.


Basically baji aysa koi be kaam na karti kisi be shart pay 

jis mein unko lagta tha kay unka husan kam ho jaey ga, 

un ki khubsoorti mein koi kami ajaey gi. jaysay kay baji ko 

Chocolates itni pasand hain kay main bata nahi sakta. os 

ka bas chalay tu breakfast lunch aur dinner bas 

chocolates say he karay, par wo nahi khati, khaey be tu 

ek dou bites baki mujay dey deti hai. baji ko chocolates 

say pimples nikal ate hain tu baji apni sab say pasand 

didta delight ko be nazar andaz karti hai.


Jis tarha say her insan apni manzil hasil karne kay liye 

kuch be karne ko tayar hota hai kisi be had tak jane kay 

liye tayar ho jata hai, baji ka junoon be kuch aysa he tha, 

bas jaysay kaysay be bahot he khusburat lagna hai, like 

models movie stars. baji kay room mein, deewareon pay 

her taraf models kay posters lagay howay thay.

jin ko her waqt dekhti rehti un ki tarha ki dressing karti.

humare ghar mein, sirf 4 log rehtay hain. ek Ami age 44, 

ami ki shadi choti umar mein honey ki wajha say, ami 

bahot he young lagti thein, ami ko koi pehli bar dekhay tu 

ami ko humari bardi behan samjhta tha. ami apni umar 

say bahot he kam age ki lagti thein, ami aram say 35 ki 

lagti thein, bahot he smart aur fit. isliye meri bardi behan, 

Farzana, ki umar sirf 24 sal hai. ami ki shadi jab hoi os 

waqt ami sirf 20 sal ki thein, abu ki khala ki beti. pehlay 

sal mein he baji Farzana paida ho gaye.

2nd number pay Arzoo jo farzana baji kay 2 sall pad paida 

hoi. phir aya mera number poray dou sal baad age 20.

abu ki death mere paida hone kay koi 5 sal baad he ho 

gayei. tab say zindagi mein bahot se mushkilat aein.

par ami nay kabhi har nahi mani, na he dosri shadi ki, 

Ami jaan nay apni sari zindagi apne bachoun kay naam 

kar de.

khameshan humara socha apni kabhi parwa nahi ki.

Viewing all articles
Browse latest Browse all 11760

Trending Articles